August 15, 2011

A Tribute To Nation....." Vande Ma Taram "



Sarfaroshi Ki Tamanna Ab
Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen
Qaatil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab
Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen
Qaatil Mein Hai
Waqt Aane Pe Bata Denge Tujhe
Hai Aasmaan
Kya Baatein Hum Junoonein
Shok Kis Manzil Mein Hai

Sarfaroshi Ki Tamanna Ab
Hamare Dil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna
Dooriyaan Umeed Ki Na Aaj
Humse Choot Jaaye
Milke Dekha Hai Jine Woh Sapne
Bhi Na Root Jaaye
Hausle Woh Hausle Kya Jo Sitam
Se Toot Jaaye
Hausle Woh Hausle Kya Jo Sitam
Se Toot Jaaye

Sarfaroshi Ki Tamanna Ab
Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen
Qaatil Mein Hai
Tere Sone Roop Ko Hum Ek Nayi
Bahar Denge
Apne Hi Lahoon Se Tera Rang
Hum Nikhaar Denge
Desh Mere Desh Tujhpe Zindagi
Bhi Waar Denge
Desh Mere Desh Tujhpe Zindagi
Bhi Waar Denge

Sarfaroshi Ki Tamanna Ab
Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen
Qaatil Mein Hai
Khushboo Banke Mehka Karenge
Hum Lelahti Har Faslo Mein
Saas Ban Ke Hum Gun
Gunayenge Aane Wali Har Naslo
Mein Hum
Khushboo Banke Mehka Karenge
Hum Lelahti Har Faslo Mein
Saas Ban Ke Hum Gun
Gunayenge Aane Wali Har Naslo
Mein Hum
Aane Wali Aane Wali Naslo Mein
Hum

Sarfaroshi Ki Tamanna Ab
Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen
Qaatil Mein Hai
Waqt Aane Pe Bata Denge Tujhe
Hai Aasmaan
Kya Baatein Hum Junoonein
Shok Kis Manzil Mein Hai
  • Blogger Comments
  • Facebook Comments

0 comments:

Post a Comment

Item Reviewed: A Tribute To Nation....." Vande Ma Taram " Rating: 5 Reviewed By: Kaustav Basu